Notice Board & Rules

IMPORTANT NOTICE FOR ALL USERS

Platform par khelne se pehle neeche diye gaye sabhi rules dhyan se padhein. Rules todne par account bina kisi warning ke block kiya ja sakta hai.

Cheating & Multiple ID Ban Policy

Agar koi bhi user kisi tarah ki cheating, fake screenshot, ya ek se zyada ID (Multiple Accounts) banakar system ka galat istemal karta hua pakda gaya, toh uski ID permanently BAN kar di jayegi aur wallet balance freeze kar diya jayega.

Withdraw Rules & Payment Delay

  • Withdraw request lagane ke baad 15 se 30 minute ke andar payment aapke bank/UPI mein bhej di jati hai.
  • Bank server down hone par kabhi-kabhi samay lag sakta hai.
  • Agar aapka Withdraw nahi aaya hai ya pending dikha raha hai, toh turant neeche diye gaye button se Admin ko apna registered mobile number bhejein.

Game Timing & Bid Rules

  • Har market ke Open aur Close time se 5 minute pehle tak hi bid lagayein.
  • Ek baar lagayi gayi bid cancel ya wapas nahi hogi.
  • Result aane ke turant baad winning amount aapke wallet mein auto-add ho jata hai.

Koi Problem Hai? Admin Se Contact Karein

Withdraw pending ho, point add na hua ho, ya kisi help ke liye seedha Admin ko WhatsApp karein: